Wo jo dar badar,
khak basar hue,
Wo jo lut gaey,
be-ghar hue,
Wo na mangen tum se tumhara ghr,
Na tumhara sukh,
Na tumhara dar,
Wo to chahte hain guzar basar,
Unhi bastiyun main umar bhar,
Ye karra waqt,
Ye talkhiyan,
Ye gardishen,
ye bijlian,
Hai hamary Rabb ka ye imtehan,
Chalo kaflon ko karo rawan,
Aao mil k unka sath do,
Jo madad kary wo hath do,
K ye apni dharti k log hain,
Inhay zindagi ki soghat do,
Inhay phir wohi halaat do…
(a beautiful forwarded sms)
Advertisement